Airtel Sim Ka Number Kaise Nikale – Friends kayi baar hamary saath aise Problms aa jaatee hai kee hamen apne hi Airtel sim ka number yaad nahin rahta hai. Ya phir kisi bhi Airtel sim ka number pata karne ki zarorat padh jaatee hai. As liye is post main hum yahi batane vaale hain.
Hum hamesha koi bhi post likh kar aur us ke screenshot laga kar batate hain. Lekin aaj hum aap ke liye video ka istemaal bhi karne ja rahe hain. Agar aapke paas bhI Airtel ka sim hai aur jaanna chahte hain ke uska Number kaise check kiya jaata hai. To is post ko end tak zaror padhen.
As Video main batane jaane vaalee saree jaankaree hum ne khud Practically kar ke dekhee hai, aur hamen uska result bhe mila hai.
Airtel Ka Number Kaise Nikale
Kisi bhi airtel sim ka number nikalne ke liye teen USSD Code hain.
- Dial *282#,
- Dial *121*9#,
- Dial *121*2#
in teeno number ko apne ( Phone dialler ) main dial karen aur send karen. iske baad screen par aapke airtel sim ka number dikh jaayega.
How To know My Airtel Number
Ab serf aapko is video main bataaye gae codes ka tarika karna hai. Aur aapko aapke airtel sim ka number pata chal jaayega. As ke liye ye zaruree hai ke us samaye aapke airtel sim main network ho aur agar mobile main do sim hai to usmen send karne ke time apne airtel sim ko hi select karen.
Conclusion
To Friends jaisa ke aapne dekha ham ne aapko airtel sim ka number kaise nikale ne ke baare main bilkul sahee jaankari de di hai. Tu umed hai k aap ko ye jankari acha laga hoga. as post ko apne Friends k saath zarur share kare shukriya.